MARG E ISHQBy Zain KhanKafan posh para ishq magar kya keeje, Khaanda dene ko ab koi yaar hi nahin. Main hi bana kandha, main hi saf-e-maatam, Ke marg-e-ishq pe koi sogwar hi nahin.Read on Writory Wall