More than friends
By Saumyagupta
Tere bina ye dil kahi algta nahi hai,
kya karu ye man rukta nahi h.
Armaan mere bhi tujhe seene se lagane ke hai ,
armaan mere bhi tujhmain doob jaane ke hai.
Chordh kar saari duniya ki ruswai ko tujhmain kho jana chahti hu,
ek yaar mila hai jiss par dosti se bhi zada ka haqq jatana chahti hu.
Haqq jo kisis ko mohobbat main , wafai main milta nhi h,
uss haqq ko haqq se duniya ko batana chahti hu.